Na pakar manzilo ko jab thak jayenge tere ye kadam.. Harna na , chalte rehna fir bhi tu har dam.. Hone na dena apne hauslo ko tu kabhi bhi kam.. Mushkilo se dar kar jana na tu kahi tham.. Rukna nahi jab tak hai jaan me dam.. Akela hai tu is zindagi ki safar me […]