Behti nadiya chanchal..Rukti nahi ye kabhi isiliye kitna nirmal hai dekho iska jal..Kehti humse ke ayega na kabhi ye guzra hua kal..Jaisi bhi hai zindagi jilo isko isi pal..Kya chupa hai ane wale waqt me , ye soch kar na ho tu vikal..Kyunki maut nahi karti kisi se bhi chhal..Chhin kar sansein wo chupke se […]