Aj fir tumhara janamdin hai aya..Kya du tumhe tohfa ye hume samajh na aya..Isiliye apne ehsaaso ko humne aj hai shabdo me sajaya..Padhkar batana tumhe ye nazrana kitna pasand aya.. Lipi, pipi, pupu, pupi najane kitne hi namo se tumhe hai humne bulaya..Kya karu gussa aa jata hai hume thoda isiliye kitne hi bar maine […]